The Teri Meri Lyrics from Hindi Movie Bodyguard. The Film stars Salman Khan and Kareena Kapoor in lead roles. Check out the Teri Meri Lyrics
Song and Lyrics Details
Song Title: Teri Meri Lyrics
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Shabbir Ahmed
Singer(s): Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghosal
Song Duration (mm:ss): 5:38
Teri Meri Lyrics
Aa…..
Aa….
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Ik ladka ik ladki ki
Hai yeh kahani nayi
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Ik dooje se huye judaa
Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Aaa….
Aaa….
Tum se dil jo lagaya
Toh jahan maine paya
Kabhi socha na tha yeh
Milon door hoga saaya
Kyun khuda tune
Mujhe aisa khaab dikhaya
Jab haqiqat mein usse
Todhna tha..
Aa…
Ik dooje se huye judaa
Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri
Baaton ka har lamha
Sabje anjaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Aa….
Saara din bit jaye
Saari raat jagaye
Bus khayal tumhara
Lamha Lamha tadpaye
Yeh tadap keh rahi hai
Mit jaye faasle yeh
Tere mere darmiyaan
Joh hai saare..
Ik dooje se huye judaa
Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri
Baaton ka har lamha
Sabje anjaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
“Teri Meri Lyrics” from Bodyguard, Music composed by Himesh Reshammiya and song Lyrics by Shabbir Ahmed.
Movie Details
Movie: Bodyguard (2011)
Director: Siddique
Producer: Atul Agnihotri
Banner: Reel Life Entertainment Pvt Ltd
Cast: Salman Khan, Kareena Kapoor, Hazel Keech
Release Date: August 31st 2011
For more details: Bodyguard Movie Page
Tags: Teri Meri Song Lyrics, Teri Meri Song Lyrics from Bodyguard
We have tried to perfect the Teri Meri Lyrics. Still, there could be a few mistakes here and there. Please do drop in a comment below and we will get it rectified as soon as possible. Thanks
rahat sahab aapsa koi na duuuja ……………………..chak de fatte
Himesh reshamya pe bhai ne ahhesaan kiya hai…Wo apni aukat bhul gaya tha
beautiful song.. <3
Himesh doing very good job
this is lovly song and my heart was so claus this song
¡ £¤¥€ this $¤ng;(
very nice song its really very touching
amazinggggggggggggggggggggggggggggg n heart touching song……………………………………………..
jus love it
rahat n shreye u both rock…
awesome n…heart touching song…………..
man its jus an awsome song……jus lov it…:)))
Dhasssuuuuuuu……….I have heard 43 times in a day
In the first paragraph it is:
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Ik ladka ik ladki ki
Hai yeh kahani nayi
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
However it is:
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Ik ladka ik ladki ki
YEH KAHANI HAI NAYI
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Its not:
Teri meri, meri teri
Baaton ka har lamha
Sabje anjaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Its like this:
Teri meri,
Baaton ka har lamha
Sabje anjaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
i love this song..its really heart toching…
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye ? ? ? ? ? ? ? ?…….
i love this song..its really heart toching…
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye ? ? ? ? ? ? ? ?…….
awesome song
Ik ladka “aur” ik ladki ki yeh kahani “hai” nayi…
the words in inverted comma, are not included in the song in 7th and 8th line.
Do rectify it please.
Beautiful song, and equally beautiful lyrics posted here :)
in d starting para…it is not ‘hai yeh kahani nayi’ ….. it is actually ‘yeh kahani hai nayi’!!! make d changes
shreya itna atitude mat dekhana acchhee nahi lagti our ye jo tumhari voice hai na its just like monkey donkeu dog etc. please dont mind it lekin ye mujhe kehna pada.tum rahat fateh k saath song mat gao.
yar this song really kills me………..superb song heart touching music/singers. i have no words to explain the worth of this song… it touches my heart at the speed of 100000 km/hr…….xcelent work by the team members of this song. rate 10/10
bakwaas shreya tum se sunidi chauhan achhi gaati hai kaash ye bhi ussi ne gaai hoti lekin nahi tum ne apni gandi aawaz mein gaai hai
i love this song…………really
very heart touching song <3 <3
superbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb song
v niceeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee song
The best song I heard till now
i love this song
I wish I could hear it day and night
it really suits on me nd my luv story……………. a veryyyyyyyyyyyyyy nice nd touching song
awsome song
I just love this song it reminds me of ma gl whom m missing n ll miss her for ever…
Teri Meri Lyrics — Corrections with ‘—>’
Aa…..
Aa….
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Ik ladka ik ladki ki
—>Hai yeh kahani nayi
—>yeh kahani hai nayi
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Ik dooje se huye judaa
Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Aaa….
Aaa….
Tum se dil jo lagaya
Toh jahan maine paya
Kabhi socha na tha yeh
Milon door hoga saaya
Kyun khuda tune
Mujhe aisa khaab dikhaya
Jab haqiqat mein usse
Todhna tha..
Aa…
Ik dooje se huye judaa
Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
—>Teri meri, meri teri
—>Teri meri
Baaton ka har lamha
—>Sabje anjaana
—>Sabse anjaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Aa….
Saara din bit jaye
Saari raat jagaye
Bus khayal tumhara
Lamha Lamha tadpaye
Yeh tadap keh rahi hai
Mit jaye faasle yeh
Tere mere darmiyaan
Joh hai saare..
—>ey..
Ik dooje se huye judaa
Jab ik dooje ke liye bane
—>Teri meri, meri teri
—>Teri meri
Baaton ka har lamha
—>Sabje anjaana
—>Sabse anjaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
The most touching song that I have ever heard.. Thank You so much for the lyrics…
I love this song like anything…
Song of the Millennium..