The Suraj Hua Maddham lyrics from ‘Kabhi Khushi Kabhie Gham’, starring Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik RoshanKareena Kapoor, Amitabh Bachchan and Jaya Bachchan. Directed by Karan Johar, the music has been composed by Jatin – Lalit. The lyrics of the song have been penned by Sameer and Anil Pandey. The film was released on December 14th 2001.
Suraj Hua Maddham Lyrics
[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]
Aa..Aa..
Suraj hua maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haaye
Kyon pighalne laga
Suraj hua maddham
Chaand jalne laga (Chaand jalne laga)
Aasmaan yeh haaye
Kyon pighalne laga (Kyon pighalne laga)
Main thehra raha
Zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil
Saas thamne lagi
O..Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna.. kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Oho..o.. aa..
Suraj hua maddham
Chaand jalne laga (Chaand jalne laga)
Aasmaan yeh haaye
Kyon pighalne laga (Kyon pighalne laga)
Main thehri rahi zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil saas thamne lagi
Haan kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna.. kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Lalallalala..
Hai khoobsurat yeh pal
Sab kuch raha hai badal
Sapne haqeeqat mein jo
Dhal rahe hain
Kya sadiyon se purana
Hai rishta yeh hamara
Ke jis tarah tum se hum
Mil rahe hai
Yunhi rahe har dam
Pyaar ka mausam
Yunhi milo hum se
Tum janam janam
Main thehra raha
Zameen chalne lagi (Lalala..)
Dhadka yeh dil
Saas thamne lagi
Haan kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna.. kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Aa..aa..
Tere hi rang se yun mein to rangi hoon sanam
Paake tujhe
Khud se hi kho rahin hoon sanam
Oh mahiya
Main tere ishq mein
Haan doob ke paar mein ho rahi hoon sanam
Sagar hua pyaasa
Raat jagne lagi
Shole ke dil mein bhi
Aag jalne lagi
Main thehri rahi zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil saas thamne lagi
Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna..
Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Suraj hua maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haaye
Kyon pighalne laga
Aa..aa..
Suraj Hua Maddham Song Lyrics Details
Song Title: Suraj Hua Maddham
Music Director: Jatin – Lalit
Lyrics: Sameer, Anil Pandey
Singer(s): Alka Yagnik, Sonu Nigam
Song Duration (mm:ss): 8:03
Movie: Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
Director: Karan Johar
Starcast: Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan, Kareena Kapoor, Rani Mukherjee, Farida Jalal, Alok Nath, Johnny Lever, Himani Shivpuri, Achala Sachdev, Sushma Seth, Ramona Sunavala, Vikas Sethi, Simone Singh, Shilpa Mehta, Shashikala, Jugal Hansraj, Zohra Sehgal
Producer: Yash Johar
Release Date: December 14th 2001
For more details: Kabhi Khushi Kabhie Gham Movie Page
If there are any mistakes in the Suraj Hua Maddham Lyrics from Kabhi Khushi Kabhie Gham, please let us know by submitting the corrections in the comments section below.
Hi this is nice
Dis is a nic song
sharukh is a very romantic hero
kya baat hai SRK……………………..
Cute srk