The Sawalon Mein lyrics from ‘Samrat And Co’, starring Rajeev Khandelwal and Madalsa Sharma. Directed by Kaushik Ghatak, the music of Samrat And Co has been composed by Ankit Tiwari. The lyrics of ‘Sawalon Mein Ye Kaisi Zindagi’ has been written by Sandeep Nath. The song has been sung by Shreya Ghoshal.
Sawalon Mein Lyrics
Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..
Hai kai sargoshiyaan..
Kyoon jalti hai tanhaaiyaan
Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..
Uljhi ye na suljhi
Aur uljhi daastaan hai
Jiski na ho manzil
Ek aisa raasta hai (Repeat once)
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan
Sawalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..
Kyun har nazar mein
Ek ajab si tishnagi hai
Har shay kyun achanak
Lag rahi ajnabi hai (Repeat once)
Hai.. kai sargoshiyaan
Kyun jalti hai tanhaaiyaan
Sawalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..
Oo…
Lyrics: Sawalon Mein – Samrat And Co Song
Music Director: Ankit Tiwari
Lyrics: Sandeep Nath
Singer: Shreya Ghoshal
If there are any mistakes in the Sawalon Mein Lyrics from Samrat And Co, please let us know by submitting the corrections in the comments section.