Aazaadiyan Lyrics – Begum Jaan

The Aazaadiyan lyrics from ‘Begum Jaan’, featuring Vidya Balan, Gauahar Khan, Pallavi Sharda and Priyanka Setia. Directed by Srijit Mukherjee, the music has been composed by Anu Malik. The lyrics of Aazaadiyan has been penned by Kausar Munir. The song has been sung by Sonu Nigam and Rahat Fateh Ali Khan.

Aazaadiyan Lyrics

Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh
Aazaadiyan (Repeat once)

Teri yeh ataari
Teri yeh zameenein

Teri yeh katari
Teri yeh lakeerein

Ghar mera hai kahaan
Bas yeh bata

Ho..
Aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah yeh
Aazaadiyan

Aazaadiyan ho..
Aazaadiyan
Ho.. Aazaadiyan
Aazaadiyan (Repeat once)

Ladla lakdi ka jhoola
Sanwla mitti ka chulha
Sorhi-moni maa hai kahaan

Natkhati se meri galliyan
Nazron ki chhuppan chhupaiyan
Gori gori baahein kahaan

Hai woh chhattkare kahaan
Hai woh chaubaare kahaan
Hai woh dariya kinare kahaan
Hind-baitha naaz jinko
Hai woh kahaan

Aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah
Ye aazaadiyan

Teri yeh dastak
Teri yeh mutthi
Tujhko mubaarak
Teri yeh mitti

Ghar mera hai kahaan
Itna bataa

Aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah
Ye aazaadiya

Aazaadiyan ho..
Aazaadiyan
Ho.. Aazaadiyan
Aazaadiyan (Repeat once)

Reh gai rassi pe chunri
Reh gai khunti pe kurti
Reh gai woh laaz kahaan

Reh gaya gumbad mein allah
Reh gaya phurkat mein rabba
Reh gaya wo ram kahaan

Hai hari se woh kahaan
Hai kali se woh kahaan
Pehle chaman woh bataao kahaan
Hind-paitha naaz jinko
Hai woh kahaan

Aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah ye aazaadiyan

Teri ye huqumat
Teri ye hidaayat
Teri ye himaaqat
Tujhko mubaaraq
Ghar mera hai kahaan
Sirf ye bataa

Aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah ye aazaadiyan

Aazaadiyan ho..
Aazaadiyan
Ho.. Aaazaadiyan
Aazaadiyan (Repeat once)

Lyrics: Aazaadiyan – Begum Jaan Song
Music Director: Anu Malik
Lyrics: Kausar Munir
Singer: Sonu Nigam and Rahat Fateh Ali Khan

If there are any mistakes in the Aazaadiyan Lyrics from Begum Jaan, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

71 Comments

Leave a Comment