Gulzar’s beautiful lyrics for Jab Tak Hai Jaan is sure to win a lot of hearts. The music releases soon, and we just cannot wait. Correction: According to Yashraj Films’ website, the poem was written by Aditya Chopra.
Here is a teaser from Yashraj.. Enjoy the Jab Tak Hai Jaan poem
Teri aankhon ki namkeen mastiyaan
Teri hansi ki beparwah gustaakhiyaan
Teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan
Nahin bhoolunga main
Jab tak hai jaan. Jab tak hai jaan
Tera haath se haath chodna
Tera saayon ka rukh modna
Tera palat ke phir na dekhna
Najin maaf karunga main
Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan
How do you like Gulzar’s poetry for Jab Tak Hai Jaan? Tell us in the comments section below
Movie: Jab Tak Hai Jaan
Director: Yash Chopra
Music: A R Rahman
Starcast: Shahrukh Khan, Katrina Kaif, Anushka Sharma
Lyrics: Gulzar
Release Date: 13th November 2012
superb………
na kabhi bhulayenge tujhko
na kabhi bhul payenge tujhko
jab tk h jan jab tak h jan……..for my katy…<3
its awsome.like a golden poem………
nice lyrics
tere har status ko lyk krunga …..baat baat pe anshan aur strike karunga……..
tere har pic ko share karunga……..corruption ko khatm krne ka ultimate dare karunga…
jab tak hai jaan ….jab tak hai jaan…..
Chori-chori tera nazrein churana…..chupke-chupke mujhe kisi bhane se bulana…..
aankhon se shuru ho….aur hotho tak ka faasla mitana…..
Jhuki-jhuki wo plakein teri…..tujh par ruki wo nazrein meri…..
zubaan soche kuch kehne ko….aankhon se itni kahani sunana…..
Dheme – dheme wo tera muskurana……
Ek muskurahat se….mere dil ko dhahdkana…..
Aa kareeb itne mere….mujhse dur chale jana….
Nhi bhulunga main…..
Jab tak hain Jaan……Jab tak hain Jaan….!!
Meri har galti pe tera naraz hona..
Mere ek aansu m tera pigal jana..
Yun pyar se pyar ki sazaa dena. . .
Phir kbi na rulane ki ksm khana.. yaad rakhungi mai. . . .
Jab tk h jaan. . .
i love this poem jab tak hai jaan
all the poems are not given
too short but awesome. the way Shahrukh present this Gazal is awesome
968067 155177An attention-grabbing discussion is worth comment. I believe which you really should write far more on this matter, it won’t be a taboo topic however normally persons are not sufficient to talk on such topics. To the next. Cheers 482536