The Title Song lyrics from ‘Bezubaan Ishq’, featuring Sneha Ullal, Mughda Godse and Nishant Malkani. Directed by Jashwant Gangani, the music has been composed by Rupesh Verma. The lyrics of Bezubaan Ishq has been penned by Jashwant Gangani. The song has been sung by Babli Haque and Javed Ali.
- Bezubaan Ishq Title Song Lyrics
- Teri Masumiyat Lyrics
- Teri Meri Ankahi Dastan Lyrics
- Dil Parinda Lyrics
- Bhor Bhayo Lyrics
- Har Lamha Kar Party Lyrics
- Ankhon Mein Basa Lunga Lyrics
Bezubaan Ishq Lyrics
Bezubaan bezubaan
Ishq mera bezubaan
Ankaha, anchhua
Ankaha, anchhua
Bezubaan ishq ye
Kya pata
Le jaayega kahan
Bezubaan ishq ye
Bezubaan ishq ye (Repeat 3 times)
Na jaanu main
Na jaane woh
Na jaanu main
Na jaane woh
Koi kare bhi
Toh kya kare
Kab huya
Kyun huya
Bezubaan ishq ye (Repeat 4 times)
Haaye re rabba
Bezubaan ishq ye
Bezubaan ishq ye
Baarish mein jaise koi
Mann ro raha hai
Anjaane raaste par
Dil kho raha hai
Baarish mein jaise koi
Mann ro raha hai
Anjaane raaste par
Dil kho raha hai
Kuch toh hogi koi
Adhoori kahani
Kahin na kahin rooh
Qubool kar raha hai
Qubool kar raha hai
Khamosh hai
Ye dhadkane
Bezubaan ishq ye
Bezubaan ishq ye (Repeat 6 times)
Saanson mein har pal unki
Khusbu mehekti hai
Jahan bhi main dekhun unki
Tasveer ubharti hai (Repeat once)
Pyaari, sunehri si
Chandni ye raat mein
Kyun ek dard ki
Lehar gujarti hai
Lehar gujarti hai
Mann ye huya awaara
Bezubaan ishq ye (Repeat 3 times)
Na jaanu main
Na jaane woh
Koi kare bhi
Toh kya kare
Kab huya, kyun huya
Bezubaan ishq ye (Repeat 3 times)
Lyrics: Bezubaan Ishq – Title Song
Music Director: Rupesh Verma
Lyrics: Jashwant Gangani
Singer: Babli Haque, Javed Ali
If there are any mistakes in the Bezubaan Ishq Title Song Lyrics, please let us know by submitting the corrections in the comments section.