Mere Rang Mein Rangne Lyrics – Maine Pyar Kiya

The Mere Rang Mein Rangne lyrics from ‘Maine Pyar Kiya’, starring Salman Khan and Bhagyashree in the lead roles. Directed by Sooraj R Barjatya, the music has been composed by Raam Laxman. The lyrics of the song have been penned by Dev Kohli. The film was released on December 29th 1989.

Mere Rang Mein Rangne Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Mere rang mein rangne wali
Pari ho ya ho pariyon ki rani

Ya ho meri prem kahani
Mere sawaalon ka jawab do, do na

Mere rang mein rangne wali
Pari ho ya ho pariyon ki rani
Ya ho meri prem kahani
Mere sawaalon ka jawab do, do na

Bolo na kyun yeh chand sitare
Takte hai yun mukhde ko tumhare

Bolo na kyun yeh chand sitare
Takte hai yun mukhde ko tumhare
Chu ke badan ko hawa kyun mehki ?
Raat bhi hai kyu behki behki ?
Mere sawaalon ka jawab do, do na

Kyun ho tum sharmai hui si
Lagti ho kuch ghabrai hui si

Oh kyun ho tum sharmai hui si
Lagti ho kuch ghabrai hui si
Dhalka hua sa aanchal kyun hai ?
Yeh mere dil mein hulchul kyun hai ?
Mere sawaalon ka jawab do, do na

Dono taraf benaam si uljhan
Jaise mile ho dulha dulhan

Ha..Ha..Ha..Haa..
Dono taraf benaam si uljhan
Jaise mile ho dulha dulhan
Dono ki aisi halat kyun hai ?
Aakhir itni mohabbat kyun hai ?
Mere sawaalon ka jawab do, do na

Mere rang mein rangne wali
Pari ho ya ho pariyon ki rani
Ya ho meri prem kahani
Mere sawaalon ka jawab do

Mere Rang Mein Rangne Song Lyrics Details

Song Title: Mere Rang Mein Rangne
Music Director: Raam Laxman
Lyrics: Dev Kohli
Singer(s): S P Balasubrahmanyam
Song Duration (mm:ss): 06:46

Movie: Maine Pyar Kiya (1989)
Director: Sooraj R Barjatya
Starcast: Salman Khan, Bhagyashree, Laxmikant Berde, Alok Nath
Producer: Tarachand Barjatya
Banner: Rajshri Productions Pvt Ltd
Release Date: December 29th 1989
For more details: Maine Pyar Kiya Movie Page

If there are any mistakes in the Mere Rang Mein Rangne Lyrics from Maine Pyar Kiya, please let us know by submitting the corrections in the comments section below.

Advertisements

6 Comments

Leave a Comment