The Aankhon Ki Gustakhiyan lyrics from ‘Hum Dil De Chuke Sanam’, starring Salman Khan, Ajay Devgan and Aishwarya Rai. Directed by Sanjay Leela Bhansali, the music has been composed by Ismail Darbar. The lyrics of the song have been penned by Sameer. The film was released on June 18th 1999.
Aankhon Ki Gustakhiyan Lyrics
[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]
Aankhon ki
Gustakhiyan.. maaf hoon
O aankhon ki
Gustakhiyan.. maaf hoon
Ek tuk tumhein dekhti hain
Jo baat kehna chaahe zubaan
Tumse vo ye kehti hain
Aankhon ki
Sharmohaya.. maaf ho
Tumhein dekhke jhukti hain
Uthi aankhein jo baat na keh sakin
Jhuki aankhein wo.. Kehti hain
Aankhon ki
Aankhon ki
Gustakhiyan.. maaf hoon
Kaajal ka ek til tumhare labhon pe laga loon
La la la..
Haan chanda aur suraj ki nazron se tumko bacha loon
Hmmm..
Oh palkhon ki chilman mein aao main tumko chhupa loon
Aa.. a..
Khayaalon ki
Ye shokhiyaan… Maaf hon (hhhaan..)
Har dam tumhein sochti hain
Jab hosh mein hota hai jahan
Madhosh ye krti hain
Aankhon ki sharmohaya
Maaf ho
Ye zindagi aapki hi amaanat rahegi (aye hey)
Dil mein sada aapki hi mohabbat rahegi (aye hey)
In saanson ko aapki hi zaroorat rahegi
Haan is dil ki
Naadaniyaan maaf hon
Ye mere kahan sunti hain
Ye pal pal jo hote hain bepal sanam
Toh sapne naye bunti hain
Aankhon ki
Aankhon ki
Gustakhiyan.. Maaf hon
Sharmohaya.. Maaf ho
Aankhon Ki Gustakhiyan Song Lyrics Details
Song Title: Aankhon Ki Gustakhiyan
Music Director: Ismail Darbar
Lyrics: Sameer
Singer(s): Kumar Sanu, Kavita Krishnamurthy
Movie: Hum Dil De Chuke Sanam (1999)
Director: Sanjay Leela Bhansali
Starcast: Salman Khan, Ajay Devgan, Aishwarya Rai
Producer: Sanjay Leela Bhansali
Banner: Bhansali Films
Release Date: June 18th 1999
For more details: Hum Dil De Chuke Sanam Movie Page
If there are any mistakes in the Aankhon Ki Gustakhiyan Lyrics from Hum Dil De Chuke Sanam, please let us know by submitting the corrections in the comments section below.
Last line me bepal nae bekal ata h. .it means be chain in urdu
First para mein 8th line mein ‘tumse ye vo kehti hain’ hoga instead of ‘vo ye’. :-)
I love it
A big thank you for your blog article.
A round of applause for your article post.Really looking forward to read more. Much obliged.